Muhabbat ke jhoothe sahaaron ne lootaa

मुहब्बत के झूठे सहारों ने लूटा
Work
Year
Language

मुहब्बत के झूठे सहारों ने लूटा
चमन को चमन की बहारों ने लूटा
मुहब्बत के झूठे …

चराग़ आँधियों में जलायें तो कैसे -2 (जलायें तो कैसे)
हमारी नज़र को नज़ारों ने लूटा
चमन को चमन की बहारों ने लूटा

वो झूठी क़सम वो वफ़ाओं के वादे - 2 (वफ़ाओं के वादे)
हमें मंज़िलों के इशारों ने लूटा
हमें मंज़िलों के इशारों ने लूटा

मुक़द्दर से कोई शिकायत करें क्‌या (शिकायत करें क्‌या)
हमें जगमगाते सितारों ने लूटा
चमन को चमन की बहारों ने लूटा

मुहब्बत के झूठे सहारों …

muhabbat ke jhūṭhe sahāroṅ ne lūṭā
chaman ko chaman kī bahāroṅ ne lūṭā
muhabbat ke jhūṭhe …

charāġh āṇdhiyoṅ meṅ jalāyeṅ to kaise -2 (jalāyeṅ to kaise)
hamārī nazar ko nazāroṅ ne lūṭā
chaman ko chaman kī bahāroṅ ne lūṭā

vo jhūṭhī qasam vo vafāoṅ ke vāde - 2 (vafāoṅ ke vāde)
hameṅ maṅziloṅ ke iśhāroṅ ne lūṭā
hameṅ maṅziloṅ ke iśhāroṅ ne lūṭā

muqaddar se koī śhikāyat kareṅ k‌yā (śhikāyat kareṅ k‌yā)
hameṅ jagamgāte sitāroṅ ne lūṭā
chaman ko chaman kī bahāroṅ ne lūṭā

muhabbat ke jhūṭhe sahāroṅ …