Muhabbat kar ... javaanee hai

मुहब्बत कर ... जवानी है
Work
Year
Language

मुहब्बत कर -2
जवानी है -2
अरे ओ छुपने वाले सुन मेरे दिल की कहानी है
मेरे दिल की कहानी है और आँखों की ज़ुबानी है

अरे ओ गाने वाले सुन अजब तेरी कहानी है
कि दिल की बात है और फिर भी आँखों की ज़ुबानी है
मुहब्बत कर …

यही गाओ यही गा-गा के ख़ुद तुम गीत बन जाओ
मेरे सपनों की देवी हो मेरी आशा न ठुकराओ
मुहब्बत कर …

नज़र बहकी क़दम बहके ( ये कौन आया ) -2
पवन लहके चमन महके ( ये कौन आया ) -2
नहीं आसान तूफ़ानों में दरिया पार कर लेना

जो तिनका डूब जाता है वो ही साहिल से मिलता है
मेरी जाँ चाहने वाला बड़ी मुश्क़िल से मिलता है

muhabbat kar -2
javānī hai -2
are o chhupne vāle sun mere dil kī kahānī hai
mere dil kī kahānī hai aur āṇkhoṅ kī zubānī hai

are o gāne vāle sun ajab terī kahānī hai
ki dil kī bāt hai aur phir bhī āṇkhoṅ kī zubānī hai
muhabbat kar …

yahī gāo yahī gā-gā ke khud tum gīt ban jāo
mere sapnoṅ kī devī ho merī āśhā na ṭhukrāo
muhabbat kar …

nazar bahkī qadam bahke ( ye kaun āyā ) -2
pavan lahke chaman mahke ( ye kaun āyā ) -2
nahīṅ āsān tūfānoṅ meṅ dariyā pār kar lenā

jo tinkā ḍūb jātā hai vo hī sāhil se miltā hai
merī jāṇ chāhne vālā baṛī muśhqil se miltā hai