Muhabbat kaa haath javaanee kaa pallaa ... subhaan allaah

मुहब्बत का हाथ जवानी का पल्ला ... सुभान अल्लाह्
Year
Language

मुहब्बत का हाथ जवानी का पल्ला
सुभान अल्लाह बाबू सुभान अल्लाह

कही जा रही है सुनी जा रही है
निगाहों की बाज़ी लगी जा रही है
हो नदिया किनारे कि लहरों पे गेंद बल्ला
सुभान अल्लाह …

नशीली-नशीली फ़िज़ा हो रही है
तेरी गोद में चाँदनी सो रही है
सितारे ज़मीं पर उतर आए वल्लाह
सुभान अल्लाह …

दिल है किसी का नज़रें किसी की
ये तुमने कैसी बेरुख़ी की
ये आशिक़ के दिलों पे हसीनों का हल्ला
सुभान अल्लाह …

जो तेरी निगाहों में किसी की निगाह है
अरे जी दुनिया अजब बादशाह है
हुआ हुस्न तेरा गुलाम आज वल्लाह
सुभान अल्लाह …

muhabbat kā hāth javānī kā pallā
subhān allāh bābū subhān allāh

kahī jā rahī hai sunī jā rahī hai
nigāhoṅ kī bāzī lagī jā rahī hai
ho nadiyā kināre ki lahroṅ pe geṅd ballā
subhān allāh …

naśhīlī-naśhīlī fizā ho rahī hai
terī god meṅ chāṇdnī so rahī hai
sitāre zamīṅ par utar āe vallāh
subhān allāh …

dil hai kisī kā nazreṅ kisī kī
ye tumne kaisī berukhī kī
ye āśhiq ke diloṅ pe hasīnoṅ kā hallā
subhān allāh …

jo terī nigāhoṅ meṅ kisī kī nigāh hai
are jī duniyā ajab bādśhāh hai
huā husn terā gulām āj vallāh
subhān allāh …