Muhabbat jataa ke aankhen ladaa ke

मुहब्बत जता के आँखें लडा के
Work
Year
Language

हसीनों की गाड़ी में आशिक़ का घोड़ा
बेदर्द किस्मत के हाथों ने जोदा

{मुहब्बत जता के आँखें लड़ा के
चले आ रहे हैं हजामत करा के, होय्!
चले आ रहे हैं हजामत करा के} -2

कहा मैं ने उस से मुहब्बत करूँगा
तुम्हारे लिये ही जियूँगा मरूँगा
हो जियूँगा मरूँगा
फ़टाफ़ट दिया हाय रे
फ़टाफ़ट दिया एक चाँटा जमा के
चले आ रहे हैं हजामत करा के…

{कहा मैं ने दिल को हथेली पे रख के
ये अनमोल मोती है ले लो परख के
जि ले लो परख के} -2
वो चलते बने
- अच्छा जि?
चलते बने दिल को ठोकर लगा के
चले आ रहे …

कहा था बुज़ुर्गों ने दिल ना लगाना जी दिल न लगाना
जी दिल न लगाना
मुहब्बत की गर्मी से दामन बचाना
हो दामन बचाना हो दामन बचाना
मगर अब तो बैठे
मगर अब तो बैठे हैं दामन जला के
चले आ रहे …

hasīnoṅ kī gāṛī meṅ āśhiq kā ghoṛā
bedard kismat ke hāthoṅ ne jodā

{muhabbat jatā ke āṇkheṅ laṛā ke
chale ā rahe haiṅ hajāmat karā ke, hoy!
chale ā rahe haiṅ hajāmat karā ke} -2

kahā maiṅ ne us se muhabbat karūṇgā
tumhāre liye hī jiyūṇgā marūṇgā
ho jiyūṇgā marūṇgā
faṭāfaṭ diyā hāy re
faṭāfaṭ diyā ek chāṇṭā jamā ke
chale ā rahe haiṅ hajāmat karā ke…

{kahā maiṅ ne dil ko hathelī pe rakh ke
ye anmol motī hai le lo parakh ke
ji le lo parakh ke} -2
vo chalte bane
- achchhā ji?
chalte bane dil ko ṭhokar lagā ke
chale ā rahe …

kahā thā buzurgoṅ ne dil nā lagānā jī dil na lagānā
jī dil na lagānā
muhabbat kī garmī se dāman bachānā
ho dāman bachānā ho dāman bachānā
magar ab to baiṭhe
magar ab to baiṭhe haiṅ dāman jalā ke
chale ā rahe …