Muhabbat hamne kee hai aaj ham ikraar karte hain

मुहब्बत हमने की है आज हम इकरार करते हैं
Year
Language

मुहब्बत हमने की है आज हम इकरार करते हैं
तुम्हें हम प्यार करते हैं हाँ प्यार

प्यार है क्‌यों हमने न जाना था
दिल अपना दिलबर वीराना था
हमने धड़कन को पहचाना था
पर मुश्किल तुझे बतलाना था
साँसों में दहका शोला राज़-ए-दिल हमने खोला
शरारत हमने की है हम कहां इनकार करते हैं
हम तुमसे प्यार करते हैं …

दूर कभी तुमसे जब जाएंगे
दर्द जुदाए के तड़पाएंगे
तेरी बाहों में हम आ जाएंगे
बिन तेरे कैसे रह पाएंगे
दुनिया से नहीं डरना है अब आहें नहीं भरना है
बगावत हाँ बगावत हम दीवाने हर बार करते हैं
तुम्हें हम प्यार करते हैं …

muhabbat hamne kī hai āj ham ikrār karte haiṅ
tumheṅ ham pyār karte haiṅ hāṇ pyār

pyār hai k‌yoṅ hamne na jānā thā
dil apnā dilbar vīrānā thā
hamne dhaṛkan ko pahchānā thā
par muśhkil tujhe batlānā thā
sāṇsoṅ meṅ dahkā śholā rāz-e-dil hamne kholā
śharārat hamne kī hai ham kahāṅ inkār karte haiṅ
ham tumse pyār karte haiṅ …

dūr kabhī tumse jab jāeṅge
dard judāe ke taṛpāeṅge
terī bāhoṅ meṅ ham ā jāeṅge
bin tere kaise rah pāeṅge
duniyā se nahīṅ ḍarnā hai ab āheṅ nahīṅ bharnā hai
bagāvat hāṇ bagāvat ham dīvāne har bār karte haiṅ
tumheṅ ham pyār karte haiṅ …