मुहब्बत एक शोला है बचा दामन ज़माने
मुहब्बत एक शोला है, बचा दामन ज़माने
बचा दामन ज़माने
हुए हम खाक यूँ जलकर जले कोई तो जाने
बचा दामन ज़माने
नहीं मालूम क्य मंज़ूर है तक़दीर को मेरी
तक़दीर को मेरी -2
कटे हैं आज तक रोते मेरे सावन सुहाने
बचा दामन ज़माने
मुहब्बत एक शोला है …
बहे आँसू हँसी क़िसमत लुटे अरमान भी मेरे
अरमान भी मेरे -2
रहे फ़रियाद ही बनकर मेरे रंगीं तराने
बचा दामन ज़माने
मुहब्बत एक शोला है …
किसी से दिल लगाके हम यहां बरबाद हो गये
बरबाद हो गये
किसी से दिल लगाके हम बरबाद हो गये
बरबाद हो गये
ये जलता सा जिगर अपना, ये जलते से फ़साने
बचा दामन ज़माने
मुहब्बत एक शोला है …
muhabbat ek śholā hai, bachā dāman zamāne
bachā dāman zamāne
hue ham khāk yūṇ jalkar jale koī to jāne
bachā dāman zamāne
nahīṅ mālūm kya maṅzūr hai taqdīr ko merī
taqdīr ko merī -2
kaṭe haiṅ āj tak rote mere sāvan suhāne
bachā dāman zamāne
muhabbat ek śholā hai …
bahe āṇsū hṇsī qismat luṭe armān bhī mere
armān bhī mere -2
rahe fariyād hī bankar mere raṅgīṅ tarāne
bachā dāman zamāne
muhabbat ek śholā hai …
kisī se dil lagāke ham yahāṅ barbād ho gaye
barbād ho gaye
kisī se dil lagāke ham barbād ho gaye
barbād ho gaye
ye jaltā sā jigar apnā, ye jalte se fasāne
bachā dāman zamāne
muhabbat ek śholā hai …