Muhabbat aisee dharkan hai

मुहब्बत ऐसी धड़कन है
Work
Year
Language

इस इंतेज़ार-ए-शौक को जनमों की प्यास है
इक शमा जल रही है, तो वो भी उदास है

मुहब्बत ऐसी धड़कन है, (जो समझाई नहीं जाती) - 2
ज़ुबां पर दिल की बेचैनी, (कभी लाई नहीं जाती) - 2
मुहब्बत ऐसी धड़कन है

चले आओ, चले आओ, तक़ाज़ा है निगाहों का - 2
तक़ाज़ा है निगाहों का
किसी की आर्ज़ू ऐसे, (तो ठुकराई नहीं जाती) - 2
मुहब्बत ऐसी धड़कन है, (जो समझाई नहीं जाती) - 2
मुहब्बत ऐसी धड़कन है

(मेरे दिल ने बिछाए हैं सजदे आज राहों में) - 2
सजदे आज राहों में
जो हालत आशिक़ी की है, (वो बतलाई नहीं जाती) - 2
मुहब्बत ऐसी धड़कन है, (जो समझाई नहीं जाती) - 2
मुहब्बत ऐसी धड़कन है

is iṅtezār-e-śhauk ko janmoṅ kī pyās hai
ik śhamā jal rahī hai, to vo bhī udās hai

muhabbat aisī dhaṛkan hai, (jo samjhāī nahīṅ jātī) - 2
zubāṅ par dil kī bechainī, (kabhī lāī nahīṅ jātī) - 2
muhabbat aisī dhaṛkan hai

chale āo, chale āo, taqāzā hai nigāhoṅ kā - 2
taqāzā hai nigāhoṅ kā
kisī kī ārzū aise, (to ṭhukrāī nahīṅ jātī) - 2
muhabbat aisī dhaṛkan hai, (jo samjhāī nahīṅ jātī) - 2
muhabbat aisī dhaṛkan hai

(mere dil ne bichhāe haiṅ sajde āj rāhoṅ meṅ) - 2
sajde āj rāhoṅ meṅ
jo hālat āśhiqī kī hai, (vo batlāī nahīṅ jātī) - 2
muhabbat aisī dhaṛkan hai, (jo samjhāī nahīṅ jātī) - 2
muhabbat aisī dhaṛkan hai