Mubaarak dene aae the ... ham to jaate apne gaanv

मुबारक देने आए थे ... हम तो जाते अपने गाँव्
Work
Year
Language

मुबारक देने आए थे मुबारक दे के जाते हैं
मिला है बहुत कुछ सीने में जो हम ले के जाते हैं

हम तो जाते अपने गाँव अपनी राम राम राम -2
सबको राम राम राम
हम तो जाते …

कभी जो कह न पाए बात वो होंठों पे अब आई -2
अदालत उठ चुकी है अब करेगा कौन सुनवाई -2
हम तो जाते …

हुई हो भूल कोई तो उसे दिल से भुला देना -2
कोई दीवाना था बातों पे उसकी ध्यान क्‌या देना -2
हम तो जाते …

mubārak dene āe the mubārak de ke jāte haiṅ
milā hai bahut kuchh sīne meṅ jo ham le ke jāte haiṅ

ham to jāte apne gāṇv apnī rām rām rām -2
sabko rām rām rām
ham to jāte …

kabhī jo kah na pāe bāt vo hoṅṭhoṅ pe ab āī -2
adālat uṭh chukī hai ab karegā kaun sunvāī -2
ham to jāte …

huī ho bhūl koī to use dil se bhulā denā -2
koī dīvānā thā bātoṅ pe uskī dhyān k‌yā denā -2
ham to jāte …