Mr. zohn yaa baabaa khaan

म्र. ज़ोह्न या बाबा खान्
Work
Year
Language

आ: Mr. John
या बाबा खान
या लाला रोशनदान

( Mr. John
बाबा खान
या लाला रोशनदान
जो कोई देखे मेरा जलवा
हो जाये क़ुरबान ) -2

को: या क़ुरबान -3

आ: Mr. John
बाबा खान
या लाला रोशनदान

( झूम के बरसे बादल
मैं जो ज़ुल्फ़ें अपनी खोलूँ ) -2
दुनिया समझे मोती बरसे
मैं जो कुछ भी बोलूँ
करूँ जो एक इशारा
झुके ज़माना सारा
मेरे आगे बिछते जायें
दिलवाले नादान

Mr. John
बाबा खान
या लाला रोशनदान
जो कोई देखे मेरा जलवा
हो जाये क़ुरबान

Mr. John
को: या हो Mr. John
आ: या हो बाबा खान
को: या हो बाबा खान
आ: या हो Mr. John
को: या हो Mr. John
आ: या लाला रोशनदान

( मेरी ख़ातिर दुनिया क्‌या-क्‌या
भरती है बहरूप ) -2
मेरी नज़र से पर नहीं छुपता
किसी का असली रूप
ज़रा सी आँख दबाऊँ
तो दुनिया को भरमाऊँ
एक नज़र में बेच के रख दूँ
मैं सौ-सौ इन्सान

को: या क़ुरबान -4

Mr. John
बाबा खान
या लाला रोशनदान
जो कोई देखे मेरा जलवा
हो जाये क़ुरबान

Mr. John
को: या हो Mr. John
आ: या हो बाबा खान
को: या हो बाबा खान
आ: या हो Mr. John
को: या हो Mr. John
आ: या लाला रोशनदान्

ā: Mr. John
yā bābā khān
yā lālā rośhandān

( Mr. John
bābā khān
yā lālā rośhandān
jo koī dekhe merā jalvā
ho jāye qurbān ) -2

ko: yā qurbān -3

ā: Mr. John
bābā khān
yā lālā rośhandān

( jhūm ke barse bādal
maiṅ jo zulfeṅ apnī kholūṇ ) -2
duniyā samjhe motī barse
maiṅ jo kuchh bhī bolūṇ
karūṇ jo ek iśhārā
jhuke zamānā sārā
mere āge bichhte jāyeṅ
dilvāle nādān

Mr. John
bābā khān
yā lālā rośhandān
jo koī dekhe merā jalvā
ho jāye qurbān

Mr. John
ko: yā ho Mr. John
ā: yā ho bābā khān
ko: yā ho bābā khān
ā: yā ho Mr. John
ko: yā ho Mr. John
ā: yā lālā rośhandān

( merī khātir duniyā k‌yā-k‌yā
bhartī hai bahrūp ) -2
merī nazar se par nahīṅ chhuptā
kisī kā aslī rūp
zarā sī āṇkh dabāūṇ
to duniyā ko bharmāūṇ
ek nazar meṅ bech ke rakh dūṇ
maiṅ sau-sau insān

ko: yā qurbān -4

Mr. John
bābā khān
yā lālā rośhandān
jo koī dekhe merā jalvā
ho jāye qurbān

Mr. John
ko: yā ho Mr. John
ā: yā ho bābā khān
ko: yā ho bābā khān
ā: yā ho Mr. John
ko: yā ho Mr. John
ā: yā lālā rośhandān