In the morning, by the sea. ... too naa milee dil parhaaee men lagaa naheen

इन थे मोर्निन्ग, ब्य थे सेअ. ... तू ना मिली दिल पढ़ाई में लगा नहीं
Year
Language

in the morning, by the sea.
तू ना मिली दिल पढ़ाई में लगा नहीं
एक भी दिन बिन तेरे college गया नहीं
दिन हैं पढ़ने लिखने के तुम आहें भर रहे
fees माँ बाप की बर्बाद कर रहे
in the morning, by the sea. …

पढ़ लो ज़रा लिख लो ज़रा ओ मेरे hero
वरना इम्तिहान में आ जाएगा zero
paas fail की फ़िकर किसको मेरी जान
paas तेरे प्यार का करना है इम्तिहान
in the morning, by the sea. …

इप्पी या या इप्पी या या
है गुलाबों में चेहरा तेरा ख्वाबों में चेहरा तेरा
पढ़ता हूँ जब मैं आता है नज़र किताबों में चेहरा तेरा
in the morning, by the sea. …

fail जो हुए मिलेगी नौकरी नहीं
नौकरी के बिना मिलेगी छोकरी नहीं
नौकरी के बिन ही मुझे तू जो मिल गई
lottery जैसे मेरी निकल गई
in the morning, by the sea. …

in the morning, by the sea.
tū nā milī dil paṛhāī meṅ lagā nahīṅ
ek bhī din bin tere college gayā nahīṅ
din haiṅ paṛhne likhne ke tum āheṅ bhar rahe
fees māṇ bāp kī barbād kar rahe
in the morning, by the sea. …

paṛh lo zarā likh lo zarā o mere hero
varnā imtihān meṅ ā jāegā zero
paas fail kī fikar kisko merī jān
paas tere pyār kā karnā hai imtihān
in the morning, by the sea. …

ippī yā yā ippī yā yā
hai gulāboṅ meṅ chehrā terā khvāboṅ meṅ chehrā terā
paṛhtā hūṇ jab maiṅ ātā hai nazar kitāboṅ meṅ chehrā terā
in the morning, by the sea. …

fail jo hue milegī naukrī nahīṅ
naukrī ke binā milegī chhokrī nahīṅ
naukrī ke bin hī mujhe tū jo mil gaī
lottery jaise merī nikal gaī
in the morning, by the sea. …