More saiyaan jee ne bhejee chunree

मोरे सैयाँ जी ने भेजी चुनरी
Work
Year
Language

मोरे सैयाँ जी ने भेजी चुनरी
रंगूँ मैं इसे प्यार के रंग डार

सैयाँ जी ने भेजी चुनरी
रंगूँ मैं इसे प्यार के रंग डार

सुन-सुन री चुनरिया मलमल की -2
तोसे कहूँ मैं बलम जी की बात कल की -2
चोरी-चोरी छेड़ गये मन के वो तार -2

रंगूं में इसे प्यार के रंग डार
सैयाँ जी ने
मोरे सैयाँ जी ने भेजी चुनरी
रंगूँ मैं इसे प्यार के रंग डार

को: (अब आई अब आई बसन्त रुत आई
याद आये याद आये हाय वो हरजाई ) -2

ज़ो: कोयल बोले कू-कू में मोरे जिया की पुकार -2

रंगूं में इसे प्यार के रंग डार
सैयाँ जी ने
मोरे सैयाँ जी ने भेजी चुनरी
रंगूँ मैं इसे प्यार के रंग डार

दग़ा दे के चले न जाना औरों के संग -2
तेरा ऊँचा उड़े रे मोरे सैंया पतंग -2
मर जाउँगी देना ना मोहे बिरहा की मार -2

रंगूं में इसे प्यार के रंग डार
सैयाँ जी ने
मोरे सैयाँ जी ने भेजी चुनरी
रंगूँ मैं इसे प्यार के रंग डार

male: ( जिया बोले जिया बोले सजन घर जाना
ज़ो: मोरे नैना मोरे नैना कहे सजन आ ना ) -2
male: जिया लगे कहीं ना अब दो दिन हमार -2

ज़ो: रंगूँ में इसे प्यार के रंग डार
सैयाँ जी ने
मोरे सैयाँ जी ने भेजी चुनरी
रंगूँ मैं इसे प्यार के रंग डार्

more saiyāṇ jī ne bhejī chunrī
raṅgūṇ maiṅ ise pyār ke raṅg ḍār

saiyāṇ jī ne bhejī chunrī
raṅgūṇ maiṅ ise pyār ke raṅg ḍār

sun-sun rī chunriyā malmal kī -2
tose kahūṇ maiṅ balam jī kī bāt kal kī -2
chorī-chorī chheṛ gaye man ke vo tār -2

raṅgūṅ meṅ ise pyār ke raṅg ḍār
saiyāṇ jī ne
more saiyāṇ jī ne bhejī chunrī
raṅgūṇ maiṅ ise pyār ke raṅg ḍār

ko: (ab āī ab āī basant rut āī
yād āye yād āye hāy vo harjāī ) -2

zo: koyal bole kū-kū meṅ more jiyā kī pukār -2

raṅgūṅ meṅ ise pyār ke raṅg ḍār
saiyāṇ jī ne
more saiyāṇ jī ne bhejī chunrī
raṅgūṇ maiṅ ise pyār ke raṅg ḍār

daġhā de ke chale na jānā auroṅ ke saṅg -2
terā ūṇchā uṛe re more saiṅyā pataṅg -2
mar jāuṇgī denā nā mohe birhā kī mār -2

raṅgūṅ meṅ ise pyār ke raṅg ḍār
saiyāṇ jī ne
more saiyāṇ jī ne bhejī chunrī
raṅgūṇ maiṅ ise pyār ke raṅg ḍār

male: ( jiyā bole jiyā bole sajan ghar jānā
zo: more nainā more nainā kahe sajan ā nā ) -2
male: jiyā lage kahīṅ nā ab do din hamār -2

zo: raṅgūṇ meṅ ise pyār ke raṅg ḍār
saiyāṇ jī ne
more saiyāṇ jī ne bhejī chunrī
raṅgūṇ maiṅ ise pyār ke raṅg ḍār