मोरे जुबना का देखो उभार पापी
मोरे जुबना का देखो उभार
पापी जुबना का देखो उभार
जैसे नदी की मौज
जैसे तुर्कों की फ़ौज
male voice: left, right, left, right ...
जैसे सुलगे से बम
जैसे बालक उधम
जैसे कोयल पुकार
देखो-देखो उभार …
जैसे हिरनी कुलेल
जैसे तूफ़ान मेल
जैसे भँवरों की झूम
जैसे सावन की धूम
जैसे गाती फुहार
देखो-देखो उभार …
जैसे सागर पे भोर
जैसे उड़ता चकोर
जैसे गेंदवा खिले
जैसे लट्टू हिले
जैसे गद्दर अनार
देखो-देखो उभार …
more jubnā kā dekho ubhār
pāpī jubnā kā dekho ubhār
jaise nadī kī mauj
jaise turkoṅ kī fauj
male voice: left, right, left, right ...
jaise sulge se bam
jaise bālak udham
jaise koyal pukār
dekho-dekho ubhār …
jaise hirnī kulel
jaise tūfān mel
jaise bhṇvroṅ kī jhūm
jaise sāvan kī dhūm
jaise gātī phuhār
dekho-dekho ubhār …
jaise sāgar pe bhor
jaise uṛtā chakor
jaise geṅdvā khile
jaise laṭṭū hile
jaise gaddar anār
dekho-dekho ubhār …