मोरे बालमा हो मोरे साजना हो
मोरे बालमा हो मोरे साजना हो
मोरे बालमा मैं नैन सजाके लायी
नैन सजाके लायी मोरे बालमा -2
रेहलुआ बेलुआ बालम म्हाणुआ
मैं नैन सजाके लायी
कुछ कलियाँ तोड़ी बेले की
रेशम डोरी ली ढेले की
हार पिरोकर लायी हो -2
आयी हो लायी हो
मैं नैन सजाके लायी …
होंठों पे ये काला तिल है
सखियाँ छेड़े तेरा दिल है
मैं सुन सुन शरमाई हो -2
आयी हो लायी हो
मैं नैन सजाके लायी …
ज़ुल्फ़ संवारी मोम लगा कर
लाल किय मुख पान चबा कर
मैं फिरती इतरई हो -2
आयी हो लायी हो
मैं नैन सजाके लायी …
तू राजा तू दुनिया मेरी
मैं दमड़ी की गुड़िया तेरी
ननद उठा घर लायी हो -2
आयी हो लायी हो
मैं नैन सजाके लायी
रेहलुआ बेलुआ बालमा म्हाणुआ
मैं नैन सजाके लायी
मोरे बालमा हो …
more bālmā ho more sājnā ho
more bālmā maiṅ nain sajāke lāyī
nain sajāke lāyī more bālmā -2
rehluā beluā bālam mhāṇuā
maiṅ nain sajāke lāyī
kuchh kaliyāṇ toṛī bele kī
reśham ḍorī lī ḍhele kī
hār pirokar lāyī ho -2
āyī ho lāyī ho
maiṅ nain sajāke lāyī …
hoṅṭhoṅ pe ye kālā til hai
sakhiyāṇ chheṛe terā dil hai
maiṅ sun sun śharmāī ho -2
āyī ho lāyī ho
maiṅ nain sajāke lāyī …
zulf saṅvārī mom lagā kar
lāl kiy mukh pān chabā kar
maiṅ phirtī itaraī ho -2
āyī ho lāyī ho
maiṅ nain sajāke lāyī …
tū rājā tū duniyā merī
maiṅ damaṛī kī guṛiyā terī
nanad uṭhā ghar lāyī ho -2
āyī ho lāyī ho
maiṅ nain sajāke lāyī
rehluā beluā bālmā mhāṇuā
maiṅ nain sajāke lāyī
more bālmā ho …