मूर्ति गणेश की अन्दर दौलत देश की ... आज हमारी टक्कर है
मूर्ति गणेश की अन्दर दौलत देश की
लोगों देखो ध्यान से पूछो इस बेईमान से
क्या चक्कर है
हाँ आज हमारी टक्कर है
गली में शोर है साधू नहीं ये चोर है
ऊपर से कुछ और है अन्दर से कुछ और है
तुम इसको पहचान लो और दीवानो जान लो
क्या
लेकर उसका नाम तू करता है ये काम तू
काहे को भगवान को करता है बदनाम तू
काग़ज़ सा धुल जाएगा भेद तेरा खुल जाएगा
ये कोई शैतान है ये पापी इन्सान है
ये मेरा अपमान नहीं धर्म का ये अपमान है
रोके है ये भगवान को रोको इस शैतान को
mūrti gaṇeśh kī andar daulat deśh kī
logoṅ dekho dhyān se pūchho is beīmān se
kyā chakkar hai
hāṇ āj hamārī ṭakkar hai
galī meṅ śhor hai sādhū nahīṅ ye chor hai
ūpar se kuchh aur hai andar se kuchh aur hai
tum isko pahchān lo aur dīvāno jān lo
kyā
lekar uskā nām tū kartā hai ye kām tū
kāhe ko bhagvān ko kartā hai badnām tū
kāġhaz sā dhul jāegā bhed terā khul jāegā
ye koī śhaitān hai ye pāpī insān hai
ye merā apmān nahīṅ dharm kā ye apmān hai
roke hai ye bhagvān ko roko is śhaitān ko