मोहे छोड़ गयो मोरा साँवरिया
मोहे छोड़ गयो मोरा साँवरिया
मेरी आशा छूट गयी
आज मेरी मजबूर मुहब्बत रो-रो तुम्हें पुकारे
प्यार भरा दिल तोड़ के साजन तुम कित ओर सिधारे
मुख मोड़ गयो मोरा साँवरिया
मेरी आशा छूट गयी
कौन सुने मेरे मन की बतियाँ, कोई नहीं मेरा अपना
प्रीत अभागन आज हुई एक अधूरा सपना
दिल तोड़ गयो मोरा साँवरिया
मेरी आशा छूट गयी
mohe chhoṛ gayo morā sāṇvriyā
merī āśhā chhūṭ gayī
āj merī majbūr muhabbat ro-ro tumheṅ pukāre
pyār bharā dil toṛ ke sājan tum kit or sidhāre
mukh moṛ gayo morā sāṇvriyā
merī āśhā chhūṭ gayī
kaun sune mere man kī batiyāṇ, koī nahīṅ merā apnā
prīt abhāgan āj huī ek adhūrā sapnā
dil toṛ gayo morā sāṇvriyā
merī āśhā chhūṭ gayī