मोहब्बत कर लो जी भर लो अजी किसने रोका है
र: मोहब्बत कर लो जी भर लो अजी किसने रोका है
पर बड़े ग़ज़ब की बात है इसमें भी धोखा है
गी: शिक़ायत कर लो जी भर लो अजी किसने रोका है
हो सके तो दुनिया छोड़ दो दुनिया भी धोखा है
र: जहाँ ये मस्ती मस्त नज़र पे छाई
देता नहीं कुछ सुझाई
गी: टकरा के नैन मिलता है चैन
मूरख क्यों रोता है हो
मुहब्बत क्या है सुनो जी हमसे
सब कुछ है इसी के दम से
र: किया एक बार हमने भी प्यार
कुछ भी नहीं अपना है
मिलना चाहो तो मिले जुदाई
उल्फ़त में यहाँ जुदाई है
गी: सब रंग भूल खिलता है फूल
भँवरा जब मिलता है
मोहब्बत से कुल जहाँ ख़फ़ा है
पर इसमें बड़ा मज़ा है
र: जब दिल दुखेगा उस दम खुलेगा
इसमें क्या होता है
मोहब्बत कार लो …
ra: mohabbat kar lo jī bhar lo ajī kisne rokā hai
par baṛe ġhazab kī bāt hai ismeṅ bhī dhokhā hai
gī: śhiqāyat kar lo jī bhar lo ajī kisne rokā hai
ho sake to duniyā chhoṛ do duniyā bhī dhokhā hai
ra: jahāṇ ye mastī mast nazar pe chhāī
detā nahīṅ kuchh sujhāī
gī: ṭakrā ke nain miltā hai chain
mūrakh kyoṅ rotā hai ho
muhabbat kyā hai suno jī hamse
sab kuchh hai isī ke dam se
ra: kiyā ek bār hamne bhī pyār
kuchh bhī nahīṅ apnā hai
milnā chāho to mile judāī
ulfat meṅ yahāṇ judāī hai
gī: sab raṅg bhūl khiltā hai phūl
bhṇvrā jab miltā hai
mohabbat se kul jahāṇ khafā hai
par ismeṅ baṛā mazā hai
ra: jab dil dukhegā us dam khulegā
ismeṅ kyā hotā hai
mohabbat kār lo …