Milte milte haseen vaadiyon men dil kho gayaa to k‌yaa karoge

मिलते मिलते हसीं वादियों में दिल खो गया तो क्‌या करोगे
Work
Year
Language

मिलते मिलते हसीं वादियों में दिल खो गया तो क्‌या करोगे
ओ मेरी जान ओ जान-ए-तमन्ना कुछ हो गया तो क्‌या करोगे

मिलते मिलते हसीं वादियों में मैं खो गया तो क्‌या करोगे
ओ मेरी जान …

है इसका दीवना तो सारा जहां नसीबों से मिलती है मुहब्बत यहां
दिलों के फ़साने बनाते रहेंगे नग़्में वफ़ा के तो गाते रहेंगे
मिलते मिलते हसीं वादियों …

यूं ना अदाओं की बिजली गिराओ लब चूम लूं ज़रा पास आओ
समझे ना तू मेरी मजबूरियां रहने दे थोड़ी सी ये दूरियां
मिलते मिलते हसीं वादियों …

अनजाने में ऐ जान-ए-तमन्ना कुछ हो गया तो क्‌या करोगे

milte milte hasīṅ vādiyoṅ meṅ dil kho gayā to k‌yā karoge
o merī jān o jān-e-tamannā kuchh ho gayā to k‌yā karoge

milte milte hasīṅ vādiyoṅ meṅ maiṅ kho gayā to k‌yā karoge
o merī jān …

hai iskā dīvnā to sārā jahāṅ nasīboṅ se miltī hai muhabbat yahāṅ
diloṅ ke fasāne banāte raheṅge naġhmeṅ vafā ke to gāte raheṅge
milte milte hasīṅ vādiyoṅ …

yūṅ nā adāoṅ kī bijlī girāo lab chūm lūṅ zarā pās āo
samjhe nā tū merī majbūriyāṅ rahne de thoṛī sī ye dūriyāṅ
milte milte hasīṅ vādiyoṅ …

anjāne meṅ ai jān-e-tamannā kuchh ho gayā to k‌yā karoge