Milte hee aankhen dil huaa deevaanaa kiseekaa

मिलते ही आंखें दिल हुआ दीवाना किसीका
Work
Year
Language

त: मिलते ही आँखें दिल हुआ दीवाना किसीका
श: मिलते ही आँखें दिल हुआ दीवाना किसीका
त: अफ़साना मेरा बन गया, अफ़साना किसीका
श: अफ़साना मेरा बन गया, अफ़साना किसीका

त: पूछो ना मोहब्बत का असर, हाय न पूछो
हाय ना पूछो
श: पूछो ना मोहब्बत का असर, हाय न पूछो
हाय ना पूछो
त: दम भर में कोई हो गया, परवाना किसीका
श: दम भर में कोई हो गया, परवाना किसीका
दोनो: अफ़साना मेरा बन गया, अफ़साना किसीका
मिलते ही आँखें दिल हुआ दीवाना किसीका

त: हंसते ही ना आ जायें कहीं, आँखों में आँसू
आँखों में आँसू
श: हंस्ते ही ना आ जायें कहीं, आँखों में आँसू
आँखों में आँसू
त: भरते ही छलक जाये ना, पैमाना किसीका
श: भरते ही छलक जाये ना, पैमाना किसीका
दोनो: अफ़साना मेरा बन गया, अफ़साना किसीका

ta: milte hī āṇkheṅ dil huā dīvānā kisīkā
śha: milte hī āṇkheṅ dil huā dīvānā kisīkā
ta: afsānā merā ban gayā, afsānā kisīkā
śha: afsānā merā ban gayā, afsānā kisīkā

ta: pūchho nā mohabbat kā asar, hāy na pūchho
hāy nā pūchho
śha: pūchho nā mohabbat kā asar, hāy na pūchho
hāy nā pūchho
ta: dam bhar meṅ koī ho gayā, parvānā kisīkā
śha: dam bhar meṅ koī ho gayā, parvānā kisīkā
dono: afsānā merā ban gayā, afsānā kisīkā
milte hī āṇkheṅ dil huā dīvānā kisīkā

ta: haṅste hī nā ā jāyeṅ kahīṅ, āṇkhoṅ meṅ āṇsū
āṇkhoṅ meṅ āṇsū
śha: haṅste hī nā ā jāyeṅ kahīṅ, āṇkhoṅ meṅ āṇsū
āṇkhoṅ meṅ āṇsū
ta: bharte hī chhalak jāye nā, paimānā kisīkā
śha: bharte hī chhalak jāye nā, paimānā kisīkā
dono: afsānā merā ban gayā, afsānā kisīkā