Milte hee aankhen dil huaa deevaanaa kisee kaa

मिलते ही आँखें दिल हुआ दीवाना किसी का
Work
Year
Language

मिलते ही आँखे, दिल हुआ दीवाना किसी का
अफ़साना मेरा बन गया अफ़साना किसी का

पूछो ना मोहब्बत का असर, हाये ना पूछो
दम भर में कोई हो गया परवाना किसी का

हँसते ही ना आ जाये कहीं आँखों में आँसू
भरते ही छलक जाये ना पैमाना किसी का

milte hī āṇkhe, dil huā dīvānā kisī kā
afsānā merā ban gayā afsānā kisī kā

pūchho nā mohabbat kā asar, hāye nā pūchho
dam bhar meṅ koī ho gayā parvānā kisī kā

hṇste hī nā ā jāye kahīṅ āṇkhoṅ meṅ āṇsū
bharte hī chhalak jāye nā paimānā kisī kā