मिली तेरे प्यार की छांव रे
( मिली तेरे प्यार की छांव रे
थिरक उठे हैं मेरे पांव रे ) -2
हो हो
कसक प्यार में बदल गई है
दिल को छुआ है ऐसे
अ अ अ
नाचे नैनों में सपनों का गांव रे
मिली तेरे प्यार की …
मेरा प्रियवर तू कितना सुन्दर तू
देखा दिल की आँखों से तो जाना
बनके मैं तो चन्दन महका दूँगी जीवन
जीते जी न छोड़ूं तेरा आँगन
प्यार का हम उसे आता हो बस जिसे
ज़िन्दगी भर मोहब्बत निभाना
मिली तेरे प्यार की …
मोहे सबका मन जो देखे हर दुल्हन जो
सपना वो साकार है तू
देखूँ जिसे हरपल मन में मचे हलचल
चाहत का अवतार है तू
दिल में मेहमां नया जागा अरमां नया
झुका क़दमों पे जैसे ज़माना
मिली तेरे प्यार की …
( milī tere pyār kī chhāṅv re
thirak uṭhe haiṅ mere pāṅv re ) -2
ho ho
kasak pyār meṅ badal gaī hai
dil ko chhuā hai aise
a a a
nāche nainoṅ meṅ sapnoṅ kā gāṅv re
milī tere pyār kī …
merā priyavar tū kitnā sundar tū
dekhā dil kī āṇkhoṅ se to jānā
banke maiṅ to chandan mahkā dūṇgī jīvan
jīte jī na chhoṛūṅ terā āṇgan
pyār kā ham use ātā ho bas jise
zindgī bhar mohabbat nibhānā
milī tere pyār kī …
mohe sabkā man jo dekhe har dulhan jo
sapnā vo sākār hai tū
dekhūṇ jise harpal man meṅ mache halchal
chāhat kā avtār hai tū
dil meṅ mehmāṅ nayā jāgā armāṅ nayā
jhukā qadmoṅ pe jaise zamānā
milī tere pyār kī …