Milaa jo pyaar to ham pyaar ke qaabil naa rahe

मिला जो प्यार तो हम प्यार के क़ाबिल ना रहे
Year
Language

मिला जो प्यार तो हम प्यार के क़ाबिल ना रहे
ख़िज़ा में पल के हम बहार के क़ाबिल ना रहे

गए जो डूब किनारों से उनका नाता क्‌या -2
उजड़ गए जो बहारों से उनका नाता क्‌या
तुम तो इक फूल हो हम हार के क़ाबिल ना रहे
मिला जो प्यार तो …

हमें मिटा दो के हम ज़िन्दगी से हारे हैं
हमें भुला दो के हम टूटे हुए तारे हैं
हैं वफ़ादार मगर यार के क़ाबिल ना रहे
मिला जो प्यार तो …

milā jo pyār to ham pyār ke qābil nā rahe
khizā meṅ pal ke ham bahār ke qābil nā rahe

gae jo ḍūb kināroṅ se unkā nātā k‌yā -2
ujaṛ gae jo bahāroṅ se unkā nātā k‌yā
tum to ik phūl ho ham hār ke qābil nā rahe
milā jo pyār to …

hameṅ miṭā do ke ham zindgī se hāre haiṅ
hameṅ bhulā do ke ham ṭūṭe hue tāre haiṅ
haiṅ vafādār magar yār ke qābil nā rahe
milā jo pyār to …