मिल मिल के बिछड़ गये नैन्
मिल मिल के बिछड़ गये नैन -2
गया सुख चैन जुदाई आ गई
हाय जुदाई आ गई
मिल मिल के बिछड़ गये नैन
( सजन से मधुर मिलन की रात
हुई एक सपने जैसी बात ) -2
करे अब रो रो के बेचैन
गया सुख चैन जुदाई आ गई
हाय जुदाई आ गई
मिल मिल के …
( क़िस्मत ने हमारा प्यार लिखा था
जीवन में दिन चार ) -2
छा गई ग़म की काली रैन -2
गया सुख चैन जुदाई आ गई
हाय जुदाई आ गई
मिल मिल के …
mil mil ke bichhaṛ gaye nain -2
gayā sukh chain judāī ā gaī
hāy judāī ā gaī
mil mil ke bichhaṛ gaye nain
( sajan se madhur milan kī rāt
huī ek sapne jaisī bāt ) -2
kare ab ro ro ke bechain
gayā sukh chain judāī ā gaī
hāy judāī ā gaī
mil mil ke …
( qismat ne hamārā pyār likhā thā
jīvan meṅ din chār ) -2
chhā gaī ġham kī kālī rain -2
gayā sukh chain judāī ā gaī
hāy judāī ā gaī
mil mil ke …