मेरी ज़िंदगी ने मुझ पे एहसान क्या किया है
जीने दे, ना मरने दे, मुझे ऐसा ग़म दिया है
जो मिला खो गया, क्या मेरे पास है
दर्द ही दर्द है, प्यास ही प्यास है
मेरा दिल ही जाने मैने क्या क्या ज़हर पिया है
जीने दे, ना मरने दे, मुझे ऐसा ग़म दिया है
जल के हम फिर बुझे, बुझ के हम फिर जले
ज़िंदगी खूब है, ये तेरे फ़ैसले
मर मर के उम्र सारी, यहाँ कौन यूँ जिया है
जीने दे, ना मरने दे, मुझे ऐसा ग़म दिया है
प्यार में की वफ़ा, तो मिली क्या सज़ा
दोस्ती यार की दे गयी क्या दग़ा
क्या बोल के किसी से होठों को सी लिया है
जीने दे, ना मरने दे, मुझे ऐसा ग़म दिया है
मेरी ज़िंदगी ने मुझ पे एहसान क्या किया है
Work
Year
Language
merī ziṅdgī ne mujh pe ehsān kyā kiyā hai
jīne de, nā marne de, mujhe aisā ġham diyā hai
jo milā kho gayā, kyā mere pās hai
dard hī dard hai, pyās hī pyās hai
merā dil hī jāne maine kyā kyā zahar piyā hai
jīne de, nā marne de, mujhe aisā ġham diyā hai
jal ke ham phir bujhe, bujh ke ham phir jale
ziṅdgī khūb hai, ye tere faisle
mar mar ke umr sārī, yahāṇ kaun yūṇ jiyā hai
jīne de, nā marne de, mujhe aisā ġham diyā hai
pyār meṅ kī vafā, to milī kyā sazā
dostī yār kī de gayī kyā daġhā
kyā bol ke kisī se hoṭhoṅ ko sī liyā hai
jīne de, nā marne de, mujhe aisā ġham diyā hai