Meree maan chintaamnee meraa naam saudaamnee ... meree oonchee naheen deevaar

मेरी माँ चिंतामनी मेरा नाम सौदामनी ... मेरी ऊंची नहीं दीवार्
Year
Language

मेरी माँ चिंतामनी मेरा नाम सौदामनी -2
मैं साली अमीर लड़कों की
बहना हूँ सारे कड़कों की
मेरी ऊंची नहीं दीवार चढ़के आ जाना
मेरी माँ चिंतामनी …

कली कंवारी का कहना भी क्‌या
नई है खुश्बू नया मज़ा
जितनी पुरानी होगी मदिरा
उतना ज़्यादा होगा नशा
मेरी माँ चिंतामनी …

मैं बड़ी तजुर्बेकार हूँ
मैं रस की पहली धार हूँ
सात नम्बर का मेरा मकान
अपना समझें सारे जवान
मेरी माँ चिंतामनी …

कमर पतली मेरी जैसे छल्ला
आशिक़ मेरा सारा मुहल्ला
मैं खिला गुलज़ार हूँ
मैं नई बहार हूँ
मेरी माँ चिंतामनी …

merī māṇ chiṅtāmnī merā nām saudāmnī -2
maiṅ sālī amīr laṛkoṅ kī
bahnā hūṇ sāre kaṛkoṅ kī
merī ūṅchī nahīṅ dīvār chaṛhke ā jānā
merī māṇ chiṅtāmnī …

kalī kaṅvārī kā kahnā bhī k‌yā
naī hai khuśhbū nayā mazā
jitnī purānī hogī madirā
utnā zyādā hogā naśhā
merī māṇ chiṅtāmnī …

maiṅ baṛī tajurbekār hūṇ
maiṅ ras kī pahlī dhār hūṇ
sāt nambar kā merā makān
apnā samjheṅ sāre javān
merī māṇ chiṅtāmnī …

kamar patlī merī jaise chhallā
āśhiq merā sārā muhallā
maiṅ khilā gulazār hūṇ
maiṅ naī bahār hūṇ
merī māṇ chiṅtāmnī …