Meree kahaanee bhoolne vaale teraa jahaan aabaad rahe

मेरी कहानी भूलने वाले तेरा जहाँ आबाद रहे
Work
Year
Language

मेरी कहानी भूलने वाले तेरा जहाँ आबाद रहे, मेरी कहानी
तेरी खुशी पर मैं मिट जाऊं दुनिया तेरी आबाद रहे
मेरी कहानी

मेरे गीत सुने दुनिया ने मगर
मेरा दर्द कोई न जान सका
एक तेरा सहारा था दिल को
पर तू भी न मुझे पहचान सका
बचपन के वो गीत पुराने आज तुझे न याद रहे
मेरी कहानी

मैं अपना फ़साना कह न सका
मेरे दिल की तमन्ना दिल में रही
लो आज किनारे पर आके
अरमानों की कश्ती डूब गई
क़िस्मत को मंज़ूर यही था लब पर मेरे फ़रियाद रहे
मेरी कहानी

merī kahānī bhūlne vāle terā jahāṇ ābād rahe, merī kahānī
terī khuśhī par maiṅ miṭ jāūṅ duniyā terī ābād rahe
merī kahānī

mere gīt sune duniyā ne magar
merā dard koī na jān sakā
ek terā sahārā thā dil ko
par tū bhī na mujhe pahchān sakā
bachapan ke vo gīt purāne āj tujhe na yād rahe
merī kahānī

maiṅ apnā fasānā kah na sakā
mere dil kī tamannā dil meṅ rahī
lo āj kināre par āke
armānoṅ kī kaśhtī ḍūb gaī
qismat ko maṅzūr yahī thā lab par mere fariyād rahe
merī kahānī