Meree jaan o meree jaan achchhaa naheen itnaa sitam

मेरी जाँ ओ मेरी जाँ अच्छा नहीं इतना सितम्
Year
Language

( मेरी जाँ ओ मेरी जाँ
अच्छा नहीं इतना सितम ) -2
मुझे ना छेड़ सनम -2
हाय मुझे ना छेड़ सनम
मर गई मैं तेरी क़सम

मेरी जाँ
ओ मेरी जाँ
मेरी जाँ ओ मेरी जाँ
अच्छा नहीं इतना सितम

( मेरी आँखें नहीं
मस्ती के ये मैख़ाने हैं
इनमें छलके हुये
कुछ प्यार के पैमाने हैं ) -2
( होश का नाम न ले
देख इल्ज़ाम न ले ) -2
आ मेरी आँखों से पी
हाथ में जाम न ले
आज जी भर के मुहब्बत में
बहकने दे क़दम

मेरी जाँ
ओ मेरी जाँ
न न न ओ मेरी जाँ
अच्छा नहीं इतना सितम

( बेख़ुदी ने तुझे
मस्ताना बना डाला है
मुझको भी प्यार ने
दीवाना बना डाला है ) -2
( तू है मदहोश उधर
मैं हूँ बेताब इधर ) -2
न मुझे अपना पता
न तुझे अपनी ख़बर
ज़िन्दगी भर ये मुहब्बत का नशा
होगा न कम

मेरी जाँ
ओ मेरी जाँ
न न न ओ मेरी जाँ
अच्छा नहीं इतना सितम
मुझे ना छेड़ सनम -2
हाय मुझे ना छेड़ सनम
मर गई मैं तेरी क़सम
मेरी जाँ ओ मेरी जाँ
अच्छा नहीं इतना सितम
मेरी जाँ

( merī jāṇ o merī jāṇ
achchhā nahīṅ itnā sitam ) -2
mujhe nā chheṛ sanam -2
hāy mujhe nā chheṛ sanam
mar gaī maiṅ terī qasam

merī jāṇ
o merī jāṇ
merī jāṇ o merī jāṇ
achchhā nahīṅ itnā sitam

( merī āṇkheṅ nahīṅ
mastī ke ye maikhāne haiṅ
inmeṅ chhalke huye
kuchh pyār ke paimāne haiṅ ) -2
( hośh kā nām na le
dekh ilzām na le ) -2
ā merī āṇkhoṅ se pī
hāth meṅ jām na le
āj jī bhar ke muhabbat meṅ
bahakne de qadam

merī jāṇ
o merī jāṇ
na na na o merī jāṇ
achchhā nahīṅ itnā sitam

( bekhudī ne tujhe
mastānā banā ḍālā hai
mujhko bhī pyār ne
dīvānā banā ḍālā hai ) -2
( tū hai madhośh udhar
maiṅ hūṇ betāb idhar ) -2
na mujhe apnā patā
na tujhe apnī khabar
zindgī bhar ye muhabbat kā naśhā
hogā na kam

merī jāṇ
o merī jāṇ
na na na o merī jāṇ
achchhā nahīṅ itnā sitam
mujhe nā chheṛ sanam -2
hāy mujhe nā chheṛ sanam
mar gaī maiṅ terī qasam
merī jāṇ o merī jāṇ
achchhā nahīṅ itnā sitam
merī jāṇ