Meree duaaon kaa yaa rab ab asar dikhaa denaa

मेरी दुआओं का या रब अब असर दिखा देना
Work
Year
Language

( मेरी दुआओं का
मेरी दुआओं का या रब अब असर दिखा देना ) -2
है है तेरे हाथ में मुर्दों को भी जिला देना -2
मेरी दुआओं का या रब अब असर दिखा देना

तेरे लिये कोई मुश्क़िल नहीं है मुश्क़िल भी -2
बुझते हुये चिराग़ को -2
क़ुदरत से तुम ऊँची जला देना
मेरी दुआओं का या रब अब असर दिखा देना

क़ज़ा जो आ के
क़ज़ा जो आ के पता पूछे मरने वाले का तो
उसे कह देना मेरा पता बता देना
मेरी दुआओं का या रब अब असर दिखा देना

( merī duāoṅ kā
merī duāoṅ kā yā rab ab asar dikhā denā ) -2
hai hai tere hāth meṅ murdoṅ ko bhī jilā denā -2
merī duāoṅ kā yā rab ab asar dikhā denā

tere liye koī muśhqil nahīṅ hai muśhqil bhī -2
bujhte huye chirāġh ko -2
qudarat se tum ūṇchī jalā denā
merī duāoṅ kā yā rab ab asar dikhā denā

qazā jo ā ke
qazā jo ā ke patā pūchhe marne vāle kā to
use kah denā merā patā batā denā
merī duāoṅ kā yā rab ab asar dikhā denā