मेरी चाहत रहेगी हमेशा जवाँ
मेरी चाहत रहेगी हमेशा जवाँ
जिस्म ढलने से जज़्बात ढलते नहीं
मौत आने से भी प्यार मरता नहीं
दम निकलने से अरमाँ निकलते नहीं
मेरी चाहत रहेगी …
( लाख तूफ़ान हों हम ना घबराएँगे
तू न आएगी मिलने तो हम आएँगे ) -2
( जान पर खेलने से झिझकते हैं जो
वो मुहब्बत की राहों पे चलते नहीं ) -2
मेरी चाहत रहेगी …
तू मिले ना मिले पर सलामत रहे
दूर ही की सही तुझसे निस्बत रहे
ज़िन्दगी भर तेरी मुझको हसरत रहे
हसरतों के बिना ख़्वाब पलते नहीं
मेरी चाहत रहेगी …
merī chāhat rahegī hameśhā javāṇ
jism ḍhalne se jazbāt ḍhalte nahīṅ
maut āne se bhī pyār martā nahīṅ
dam nikalne se armāṇ nikalte nahīṅ
merī chāhat rahegī …
( lākh tūfān hoṅ ham nā ghabrāeṇge
tū na āegī milne to ham āeṇge ) -2
( jān par khelne se jhijhakte haiṅ jo
vo muhabbat kī rāhoṅ pe chalte nahīṅ ) -2
merī chāhat rahegī …
tū mile nā mile par salāmat rahe
dūr hī kī sahī tujhse nisbat rahe
zindgī bhar terī mujhko hasrat rahe
hasartoṅ ke binā khvāb palte nahīṅ
merī chāhat rahegī …