मेरी बगिया की कली तू सदा ही खिलना
मेरी बगिया की कली तू सदा ही खिलना
जिन राहों पे मैं चली तू उनपे न चलना
तेरा ना हो मेरे जैसा हाल
मेरी बगिया की कली …
सब कुछ किया निसार तुझे तब मैने पाया
तुझ पे न पड़ने पाए कभी काँटों की छाया
सुख की निंदिया सोना पड़े ना मुझ सा रोना
मेरी बगिया की कली …
तेरा कोई सपना संसार न तोड़े
बीच राह में कोई तेरा साथ न छोड़े
तेरे मन की पाती समझे तेरा साथी
मेरी बगिया की कली …
इतना क्यों ये दुनिया धन के पीछे भागे
कुछ भी नहीं धन प्यार भरे इक मन के आगे
लाज है ऐसा गहना फिर से न जाए पहना
मेरी बगिया की कली …
merī bagiyā kī kalī tū sadā hī khilnā
jin rāhoṅ pe maiṅ chalī tū unpe na chalnā
terā nā ho mere jaisā hāl
merī bagiyā kī kalī …
sab kuchh kiyā nisār tujhe tab maine pāyā
tujh pe na paṛne pāe kabhī kāṇṭoṅ kī chhāyā
sukh kī niṅdiyā sonā paṛe nā mujh sā ronā
merī bagiyā kī kalī …
terā koī sapnā saṅsār na toṛe
bīch rāh meṅ koī terā sāth na chhoṛe
tere man kī pātī samjhe terā sāthī
merī bagiyā kī kalī …
itnā kyoṅ ye duniyā dhan ke pīchhe bhāge
kuchh bhī nahīṅ dhan pyār bhare ik man ke āge
lāj hai aisā gahnā phir se na jāe pahnā
merī bagiyā kī kalī …