मेरी आँखों में आकर समाया है तू
मेरी आँखों में आकर समाया है तू
मुझको आठों पहर है तेरी जुस्तजू
गोरे मजनूं से लैला ने जाकर कहा
क़ुश्ता-ए-नाज़ बाक़ी है अब दिल में क्या
गोरे मजनूं से उस वक़्त आई सदा
बस तेरी जुस्तजू है तेरी जुस्तजू
मुझे आठों पहर …
अब मैं समझा कि बुलबुल है नाशाद क्यों
जल के परवाना होता है बरबाद क्यों
कैसे जंगल में क्यों कोह में फ़रियाद क्यों
जिसको देखा उसे है तेरी जुस्तजू
मुझे आठों पहर …
merī āṇkhoṅ meṅ ākar samāyā hai tū
mujhko āṭhoṅ pahar hai terī justjū
gore majnūṅ se lailā ne jākar kahā
quśhtā-e-nāz bāqī hai ab dil meṅ kyā
gore majnūṅ se us vaqt āī sadā
bas terī justjū hai terī justjū
mujhe āṭhoṅ pahar …
ab maiṅ samjhā ki bulbul hai nāśhād kyoṅ
jal ke parvānā hotā hai barbād kyoṅ
kaise jaṅgal meṅ kyoṅ koh meṅ fariyād kyoṅ
jisko dekhā use hai terī justjū
mujhe āṭhoṅ pahar …