Mere sapnon kee raanee tum naheen ho ... ho mil gaee

मेरे सपनों की रानी तुम नहीं हो ... हो मिल गई
Year
Language

मेरे सपनों की रानी ( तुम नहीं हो ) -3 -2
वो है सीधी-सादी भोली-भाली हिरनी जैसी आँखों वाली
हाय मेरे सपनों की …

( जो उसमें अदा है किसी में नहीं
जो उसमें हया है किसी में नहीं ) -2
मुझे मेरी जान-ए-वफ़ा चाहिए
मुझे तो वही दिलरुबा चाहिए
मेरे सपनों की …
र: ( हो ( मिल गई ) -5 -2
मेरे सपनों की रानी मुझको मिल गई मिल गई ) -2
आ: ( ओ ( खुल गई ) -5 -2
तुम मिले तो मेरी क़िस्मत खुल गई खुल गई ) -2

र: दिल मेरा दीवाना था बिन तेरे वीराना था
तेरे दम से बात बनी वरना एक अफ़साना था -2
ओ ( ढल गई ) -5
नागिन जैसी काली रैना ढल गई ढल गई
आ: ओ खुल गई …

तू है मस्त निगाहों में मेरे दिल की राहों में
देख समाँ क्‌या कहता है आजा अब तो बाँहों में -2
ओ ( जल गई ) -5
शमा ख़ुशी की मेरे दिल में जल गई जल गई
र: ओ मिल गई …
आ: ओ खुल गई …
र: ओ मिल गई …

mere sapnoṅ kī rānī ( tum nahīṅ ho ) -3 -2
vo hai sīdhī-sādī bholī-bhālī hirnī jaisī āṇkhoṅ vālī
hāy mere sapnoṅ kī …

( jo usmeṅ adā hai kisī meṅ nahīṅ
jo usmeṅ hayā hai kisī meṅ nahīṅ ) -2
mujhe merī jān-e-vafā chāhie
mujhe to vahī dilrubā chāhie
mere sapnoṅ kī …
ra: ( ho ( mil gaī ) -5 -2
mere sapnoṅ kī rānī mujhko mil gaī mil gaī ) -2
ā: ( o ( khul gaī ) -5 -2
tum mile to merī qismat khul gaī khul gaī ) -2

ra: dil merā dīvānā thā bin tere vīrānā thā
tere dam se bāt banī varnā ek afsānā thā -2
o ( ḍhal gaī ) -5
nāgin jaisī kālī rainā ḍhal gaī ḍhal gaī
ā: o khul gaī …

tū hai mast nigāhoṅ meṅ mere dil kī rāhoṅ meṅ
dekh samāṇ k‌yā kahtā hai ājā ab to bāṇhoṅ meṅ -2
o ( jal gaī ) -5
śhamā khuśhī kī mere dil meṅ jal gaī jal gaī
ra: o mil gaī …
ā: o khul gaī …
ra: o mil gaī …