मेरे सपने में आना रे साजना
मेरे सपने में आना रे साजना
मेरे सपने में आना रे
वोह बात ज़रा मेरे कानों में
फिर से कह जाना रे
मेरे सपने में आना रे
थके थके नैन पिया देखे राह तेरी
धीरे धीरे जादू करे चाँद की उजेरी
समा बड़ा ही सुहाना रे साजना
मेरे सपने में आना रे
चोरी चोरी आके पिया बैठना सरहाने
जान के मैं चुप रहूँगी नींद के बहाने
मुझे छेड़ के जगाना रे साजना
मेरे सपने में आना रे
mere sapne meṅ ānā re sājnā
mere sapne meṅ ānā re
voh bāt zarā mere kānoṅ meṅ
phir se kah jānā re
mere sapne meṅ ānā re
thake thake nain piyā dekhe rāh terī
dhīre dhīre jādū kare chāṇd kī ujerī
samā baṛā hī suhānā re sājnā
mere sapne meṅ ānā re
chorī chorī āke piyā baiṭhnā sarhāne
jān ke maiṅ chup rahūṇgī nīṅd ke bahāne
mujhe chheṛ ke jagānā re sājnā
mere sapne meṅ ānā re