मेरे रूठे हुए बलमा, अजी रूठे हुए चन्दा
मेरे रूठे हुए बलमा
अजी रूठे हुए चन्दा
चलो अब मान भी जाओ
हमारे पास तो आओ
मेरी गुस्ताख नज़रें झुक गयी
अब तो तरस खाओ
चलो अब मान भी जाओ
हमारे पास तो आओ …
जवानि में जवाँ नज़रों से नज़रें लड़ ही जाती हैं
मैं समजहा लूँगी नज़रों को तुम अपने दिल को समझाओ
चलो अब मान भी जाओ हमारे पास तो आओ …
तुम्हारे रेशमी होंठों से जो निकला है वो सच है
जोइ मैं नीची नज़र से कह गयी वो भी समझ जाओ
चलो अब मान भी जाओ हमारे पास तो आओ …
जो ऐसे मुँह बनाओ और भी लगते हो तुम प्यारे
नयी दुल्हन सजे हो तुम तो लो घूँघट में शरमाओ
चलो अब मान भी जाओ हमारे पास तो आओ …
mere rūṭhe hue balmā
ajī rūṭhe hue chandā
chalo ab mān bhī jāo
hamāre pās to āo
merī gustākh nazreṅ jhuk gayī
ab to taras khāo
chalo ab mān bhī jāo
hamāre pās to āo …
javāni meṅ javāṇ nazroṅ se nazreṅ laṛ hī jātī haiṅ
maiṅ samajhā lūṇgī nazroṅ ko tum apne dil ko samjhāo
chalo ab mān bhī jāo hamāre pās to āo …
tumhāre reśhmī hoṅṭhoṅ se jo niklā hai vo sach hai
joi maiṅ nīchī nazar se kah gayī vo bhī samajh jāo
chalo ab mān bhī jāo hamāre pās to āo …
jo aise muṇh banāo aur bhī lagte ho tum pyāre
nayī dulhan saje ho tum to lo ghūṇghaṭ meṅ śharmāo
chalo ab mān bhī jāo hamāre pās to āo …