Mere man men uthe umang balam

मेरे मन में उठे उमंग बलम्
Work
Year
Language

मेरे मन में उठे उमंग बलम
बन के मैं
बन के मैं तरंग समा जाऊँ, समा जाऊँ
तेरे दिल में समा जाऊँ

मेरे प्यारे पिया क्‌या तुम ने किया
मेरा पहली नज़र में दिल छीन लिया
मैं आज झूम झूम जाऊँ, बलम
बन के मैं
बन के मैं तरंग समा जाऊँ, समा जाऊँ
तेरे दिल में समा जाऊँ
मेरे मन में उठे …

गाते हुए सावन में रिम झिम की बोलियाँ
नैनों से भर लो जी नैनों की झोलियाँ
आ जा पिया, आ जा पिया
आ जा छू ले मुझे
जो तू छू ले मुझे
मैं तेरी हो जाऊँ बलम
बन के मैं
बन के मैं तरंग समा जाऊँ, समा जाऊँ
तेरे दिल में समा जाऊँ
मेरे मन में उठे …

उड़ जाऊँ पिया तेरा ले के जिया
मैं ने बादल को आँचल में बाँध लिया
मैं आज फूली न समाऊँ
बन के मैं
बन के मैं तरंग समा जाऊँ, समा जाऊँ
तेरे दिल में समा जाऊँ
मेरे मन में उठे …

mere man meṅ uṭhe umaṅg balam
ban ke maiṅ
ban ke maiṅ taraṅg samā jāūṇ, samā jāūṇ
tere dil meṅ samā jāūṇ

mere pyāre piyā k‌yā tum ne kiyā
merā pahlī nazar meṅ dil chhīn liyā
maiṅ āj jhūm jhūm jāūṇ, balam
ban ke maiṅ
ban ke maiṅ taraṅg samā jāūṇ, samā jāūṇ
tere dil meṅ samā jāūṇ
mere man meṅ uṭhe …

gāte hue sāvan meṅ rim jhim kī boliyāṇ
nainoṅ se bhar lo jī nainoṅ kī jholiyāṇ
ā jā piyā, ā jā piyā
ā jā chhū le mujhe
jo tū chhū le mujhe
maiṅ terī ho jāūṇ balam
ban ke maiṅ
ban ke maiṅ taraṅg samā jāūṇ, samā jāūṇ
tere dil meṅ samā jāūṇ
mere man meṅ uṭhe …

uṛ jāūṇ piyā terā le ke jiyā
maiṅ ne bādal ko āṇchal meṅ bāṇdh liyā
maiṅ āj phūlī na samāūṇ
ban ke maiṅ
ban ke maiṅ taraṅg samā jāūṇ, samā jāūṇ
tere dil meṅ samā jāūṇ
mere man meṅ uṭhe …