मेरे मन का बावरा पंछी क्यों बार बार डोले
मेरे मन का बावरा पंछी क्यों बार बार डोले -2
सपनों में आज किस का वो बहके प्यार डोले
मेरे मन का …
किस के खयाल में ये नज़रें झुकी झुकी हैं -2
देखो इधर भी लब पर आहें रुकी रुकी हैं -2
तुम हो क़रार जिस दिल का -2
वही बेक़रार डोले
मेरे मन का …
दिल को लगन है उसकी मीठी नज़र है जिसकी -2
हम पास हैं तुम्हारे फिर दिल में याद है किस की -2
तुम जो नज़र मिलाओ -2
दिल में बहार डोले
मेरे मन का …
कब से खड़े हुए हैं कह दो तो लौट जाएं -2
तुम्हे दूर ही से देखें हर दिल न पास आये -2
आँखों में ज़िंदगी भर तक -2
तेरा इंतज़ार डोले
मेरे मन का …
mere man kā bāvrā paṅchhī kyoṅ bār bār ḍole -2
sapnoṅ meṅ āj kis kā vo bahke pyār ḍole
mere man kā …
kis ke khayāl meṅ ye nazreṅ jhukī jhukī haiṅ -2
dekho idhar bhī lab par āheṅ rukī rukī haiṅ -2
tum ho qarār jis dil kā -2
vahī beqrār ḍole
mere man kā …
dil ko lagan hai uskī mīṭhī nazar hai jiskī -2
ham pās haiṅ tumhāre phir dil meṅ yād hai kis kī -2
tum jo nazar milāo -2
dil meṅ bahār ḍole
mere man kā …
kab se khaṛe hue haiṅ kah do to lauṭ jāeṅ -2
tumhe dūr hī se dekheṅ har dil na pās āye -2
āṇkhoṅ meṅ ziṅdgī bhar tak -2
terā iṅtazār ḍole
mere man kā …