र: मेरे महबूब तुझे सलाम -2
आ: सलाम -3
दो: मेरे महबूब तुझे सलाम
र: मुश्क़िल में जान आई आया होंठों पे तेरा नाम
मेरे महबूब तुझे …
क्या परदा क्या जलवा ये दिल तुझसे है मंसूब
मेरे महबूब तुझे …
आ: सलाम -3
दो: मेरे महबूब तुझे …
र: मेरा हबीब तू है मेरा नसीब तू है
आ: मेरा हबीब तू है मेरा नसीब तू है
र: दर का फ़क़ीर हूँ मैं बन्दा असीर हूँ मैं
तुझपे मेरी नज़र है मुझसे तू बेख़बर है
आ: तुझपे मेरी नज़र है मुझसे तू बेख़बर है
र: मैं अपने मेहरबाँ से अब क्या कहूँ ज़ुबाँ से
आहों से इश्क़ में लेते हैं आशिक़ ज़ुबाँ का काम
मेरे महबूब तुझे …
आ: सलाम -2
दो: मेरे महबूब तुझे …
र: है इन्तज़ार मुश्क़िल सूनी है दिल की महफ़िल
कब तेरी दीद होगी मस्तों की ईद होगी
आ: कब तेरी दीद होगी मस्तों की ईद होगी
र: चिलमन से आ निकल कर मेरे हसीन दिलबर
जो कुछ भी दरमियाँ है उड़ जाएगा धुआँ है
परदे उठा रहा है सारे शायर का ये क़लाम
मेरे महबूब तुझे …
आ: सलाम -3
दो: मेरे महबूब तुझे …
र: नज़रों में तू ही तू है
बस तेरी आरज़ू है
ये बेरुख़ी है कैसी ये बेख़ुदी है कैसी
आ: ये बेरुख़ी है कैसी ये बेख़ुदी है कैसी
र: पहचान ये निगाहें ये आँसू और ये आहें
आ: पहचान ये निगाहें ये आँसू और ये आहें
र: शौक़-ए-विसाल ये है इस दिल का हाल ये है
लय के बग़ैर नग़मा जैसे मय के बग़ैर जाम
मेरे महबूब तुझे …
आ: सलाम -3
दो: मेरे महबूब तुझे …
ra: mere mahbūb tujhe salām -2
ā: salām -3
do: mere mahbūb tujhe salām
ra: muśhqil meṅ jān āī āyā hoṅṭhoṅ pe terā nām
mere mahbūb tujhe …
kyā pardā kyā jalvā ye dil tujhse hai maṅsūb
mere mahbūb tujhe …
ā: salām -3
do: mere mahbūb tujhe …
ra: merā habīb tū hai merā nasīb tū hai
ā: merā habīb tū hai merā nasīb tū hai
ra: dar kā faqīr hūṇ maiṅ bandā asīr hūṇ maiṅ
tujhpe merī nazar hai mujhse tū bekhbar hai
ā: tujhpe merī nazar hai mujhse tū bekhbar hai
ra: maiṅ apne meharbāṇ se ab kyā kahūṇ zubāṇ se
āhoṅ se iśhq meṅ lete haiṅ āśhiq zubāṇ kā kām
mere mahbūb tujhe …
ā: salām -2
do: mere mahbūb tujhe …
ra: hai intazār muśhqil sūnī hai dil kī mahafil
kab terī dīd hogī mastoṅ kī īd hogī
ā: kab terī dīd hogī mastoṅ kī īd hogī
ra: chilman se ā nikal kar mere hasīn dilbar
jo kuchh bhī darmiyāṇ hai uṛ jāegā dhuāṇ hai
parde uṭhā rahā hai sāre śhāyar kā ye qalām
mere mahbūb tujhe …
ā: salām -3
do: mere mahbūb tujhe …
ra: nazroṅ meṅ tū hī tū hai
bas terī ārazū hai
ye berukhī hai kaisī ye bekhudī hai kaisī
ā: ye berukhī hai kaisī ye bekhudī hai kaisī
ra: pahchān ye nigāheṅ ye āṇsū aur ye āheṅ
ā: pahchān ye nigāheṅ ye āṇsū aur ye āheṅ
ra: śhauq-e-visāl ye hai is dil kā hāl ye hai
lay ke baġhair naġhmā jaise may ke baġhair jām
mere mahbūb tujhe …
ā: salām -3
do: mere mahbūb tujhe …