Mere liye jahaan men chain naa qaraar hai

मेरे लिये जहान में चैन ना क़रार है
Work
Year
Language

मेरे लिये जहान में चैन ना क़रार है
दिल में हैं बेक़रारियां आँखों में इन्तिज़ार है

दिल पे ज़रा सी ठेस दी यास का रन्ग भर दिया
धीरे से मुस्कुरा दिये कहने लगे ये पयार है

आँखों में दिल उतर गया दुनिया का दर्द भर गया
ठामे जिगर सुने कोई, गाना नहीं पुकार है

mere liye jahān meṅ chain nā qarār hai
dil meṅ haiṅ beqrāriyāṅ āṇkhoṅ meṅ intizār hai

dil pe zarā sī ṭhes dī yās kā rang bhar diyā
dhīre se muskurā diye kahne lage ye payār hai

āṇkhoṅ meṅ dil utar gayā duniyā kā dard bhar gayā
ṭhāme jigar sune koī, gānā nahīṅ pukār hai