मेरे लिए ज़रूरी मेरे लिए प्यार तेरा सजना
अ: मेरे लिए ज़रूरी मेरे लिए प्यार तेरा सजना प्यार तेरा
आऊँगी मैं लौट के आऊँगी मैं जब भी मुझे तू देगा सदा
रह न सकूँ तेरे बिन रह न सकूँ होके जुदा मैं तुझसे जुदा
साथ तेराअ ज़रूरी साथ तेरा साँसों को जैसे ज़रूरी हवा
तू पास है तो दिलबर किस बात की कमी है
ज़िन्दा रहने को मेरे तेरा प्यार लाज़मी है
कु: तू अपनी ओर हरपल मेरे दिल को खींचती है
ज़ुल्फ़ों के बादलों में मेरा जीवन सींचती है
सूरज ना हो अम्बर में तो चाँद क्या चमकेगा
जो तू ना हो तो हमदम मेरा दम ना चल सकेगा
है सितार तेरे तन में बातों में रागिनी है
तेरे चेहरे की बदौलत दुनिया में चाँदनी है
a: mere lie zarūrī mere lie pyār terā sajnā pyār terā
āūṇgī maiṅ lauṭ ke āūṇgī maiṅ jab bhī mujhe tū degā sadā
rah na sakūṇ tere bin rah na sakūṇ hoke judā maiṅ tujhse judā
sāth terāa zarūrī sāth terā sāṇsoṅ ko jaise zarūrī havā
tū pās hai to dilbar kis bāt kī kamī hai
zindā rahne ko mere terā pyār lāzmī hai
ku: tū apnī or harpal mere dil ko khīṅchtī hai
zulfoṅ ke bādloṅ meṅ merā jīvan sīṅchtī hai
sūraj nā ho ambar meṅ to chāṇd kyā chamkegā
jo tū nā ho to hamdam merā dam nā chal sakegā
hai sitār tere tan meṅ bātoṅ meṅ rāginī hai
tere chehre kī badaulat duniyā meṅ chāṇdnī hai