Mere khvaabon men jo aae, aa ke mujhe chhed jaae

मेरे ख्वाबों में जो आए, आ के मुझे छेड जाए
Year
Language

मेरे ख्वाबों में जो आए
आ के मुझे छेड जाए
उस से कहो कभी सामने तो आए

कैसा है, कौन है वो, जाने कहाँ है
जिस के लिए मेरे होठों पे हाँ है
अपना है या बेगाना है वो
सच है या कोई अफसाना है वो
देखे घूर घूर के, यूँ ही दूर दूर से
उससे कहो मेरी नींद ना चुराए

जादू सा जैसे कोई चढ़ने लगा है
मैं क्या करूँ दिल मचलने लगा है
तेरा दीवाना हूँ कहता है वो
छूप छूप के फिर क्यो रहता है वो
कर बैठा भूल वो, ले आया फूल वो
उस से कहो जाए चांद ले के आए

mere khvāboṅ meṅ jo āe
ā ke mujhe chheḍ jāe
us se kaho kabhī sāmne to āe

kaisā hai, kaun hai vo, jāne kahāṇ hai
jis ke lie mere hoṭhoṅ pe hāṇ hai
apnā hai yā begānā hai vo
sach hai yā koī aphsānā hai vo
dekhe ghūr ghūr ke, yūṇ hī dūr dūr se
usse kaho merī nīṅd nā churāe

jādū sā jaise koī chaṛhne lagā hai
maiṅ kyā karūṇ dil machalne lagā hai
terā dīvānā hūṇ kahtā hai vo
chhūp chhūp ke phir kyo rahtā hai vo
kar baiṭhā bhūl vo, le āyā phūl vo
us se kaho jāe chāṅd le ke āe