Mere khayaalon men aa ke gale lagaa ja mujhe

मेरे ख़यालों में आ के गले लगा ज मुझे
Work
Year
Language

मेरे खयालों में आ के गले लगा जा मुझे
कि आज फिर मेरा जी चाहता है रोने को

नमक छिड़कते हैं ले ले के मज़ा वही आँसू
हाय रे वही आँसू
जो तेरे दर पे मिले दिल के ज़ख्म धोने को
की आज फिर मेरा जी चाहता है रोने को …

थका हुआ है मुसाफ़िर सवाल है दाताअ
कफ़न दिला मुझे मुँह ढाँपने को सोने को
की आज फिर मेरा जी चाहता है रोने को …

mere khayāloṅ meṅ ā ke gale lagā jā mujhe
ki āj phir merā jī chāhtā hai rone ko

namak chhiṛakte haiṅ le le ke mazā vahī āṇsū
hāy re vahī āṇsū
jo tere dar pe mile dil ke zakhm dhone ko
kī āj phir merā jī chāhtā hai rone ko …

thakā huā hai musāfir savāl hai dātāa
kafan dilā mujhe muṇh ḍhāṇpne ko sone ko
kī āj phir merā jī chāhtā hai rone ko …