मेरे जीवन साथी, कली थी मैं तो प्यासी
मेरे जीवन साथी, कली थी मैं तो प्यासी
तूने देखा हुई खिल के बहार, मेरे जीवन साथी …
मस्ती नज़र में कल के खुमार की
मुखड़े पे लाली है पिया तेरे प्यार की
खुशबू से तेरे तन में बसा के
लहराए यूँ डाली सी तेरे गुनगार की
मेरे जीवन साथी …
कहां का उजाला अभी वही रात है
गोरी गोरी बाहों पे जैसे तेरा हाथ है
चूड़ी ?
कानों में अब तक वही तेरी बात है
मेरे जीवन साथी …
तुझको मैं सजना बिन्दिया का प्यार दूँ
चुनरी के रंग से घर को संवार दूँ
ज़ुल्फ़ों का गजरा नैनों का काजल
तेरे नज़राने हैं तुझ पे ही वार दूँ
मेरे जीवन साथी …
mere jīvan sāthī, kalī thī maiṅ to pyāsī
tūne dekhā huī khil ke bahār, mere jīvan sāthī …
mastī nazar meṅ kal ke khumār kī
mukhaṛe pe lālī hai piyā tere pyār kī
khuśhbū se tere tan meṅ basā ke
lahrāe yūṇ ḍālī sī tere gungār kī
mere jīvan sāthī …
kahāṅ kā ujālā abhī vahī rāt hai
gorī gorī bāhoṅ pe jaise terā hāth hai
chūṛī ?
kānoṅ meṅ ab tak vahī terī bāt hai
mere jīvan sāthī …
tujhko maiṅ sajnā bindiyā kā pyār dūṇ
chunrī ke raṅg se ghar ko saṅvār dūṇ
zulfoṅ kā gajrā nainoṅ kā kājal
tere nazrāne haiṅ tujh pe hī vār dūṇ
mere jīvan sāthī …