मेरे हमसफ़र तुझे क्या ख़बर्
रात आई है मोहब्बत की कहानी लेके
चाँद निकला है तमन्ना की जवानी लेके
दिन निकलते ही मुझे दूर कहीं जाना
आखिरी रात की आँखों में निशानी लेके
मेरे हमसफ़र तुझे क्या ख़बर
है चला किधर मेरा कारवाँ
जहाँ मौत ही के है रासते
नहीं ज़िंदगी का कोई निशाँ
है चला किधर मेरा कारवाँ
मेरे हमसफ़र …
मेरी ज़िंदगी तो है रात भर
कोई बात सुन कोई बार कर
मेरी मौत मुझको बुला रही
ज़रा छेड़ दे कोई दास्ताँ
मेरे हमसफ़र …
ज़रा और भी मेरे पास आ
मुझे देख देख के मुस्कुरा
घड़ी दो घड़ी की ये फ़ुरसतें
है लिखी नसीब में फिर कहाँ
जहाँ मौत ही के है रासते
नहीं ज़िंदगी का कोई निशाँ
है चला किधर मेरा कारवाँ
मेरे हमसफ़र …
rāt āī hai mohabbat kī kahānī leke
chāṇd niklā hai tamannā kī javānī leke
din nikalte hī mujhe dūr kahīṅ jānā
ākhirī rāt kī āṇkhoṅ meṅ niśhānī leke
mere hamasafar tujhe kyā khabar
hai chalā kidhar merā kārvāṇ
jahāṇ maut hī ke hai rāste
nahīṅ ziṅdgī kā koī niśhāṇ
hai chalā kidhar merā kārvāṇ
mere hamasafar …
merī ziṅdgī to hai rāt bhar
koī bāt sun koī bār kar
merī maut mujhko bulā rahī
zarā chheṛ de koī dāstāṇ
mere hamasafar …
zarā aur bhī mere pās ā
mujhe dekh dekh ke muskurā
ghaṛī do ghaṛī kī ye furasteṅ
hai likhī nasīb meṅ phir kahāṇ
jahāṇ maut hī ke hai rāste
nahīṅ ziṅdgī kā koī niśhāṇ
hai chalā kidhar merā kārvāṇ
mere hamasafar …