Mere ghoonghar vaale baal ho raajaa

मेरे घूँघर वाले बाल हो राजा
Work
Year
Language

को: परदेसिया परदेस -2
होय
होय
श: मेरे घूँघर वाले बाल
हो राजा घूँघर वाले बाल
हो
दिल में उमंगें आँख में जादू
सर पे सुनहरा जाल
हो राजा सर पे सुनहरा जाल
हो राजा मोरे राजा
को: राजा
श: मेरे घूँघर वाले बाल
हो राजा घूँघर वाले बाल
हो
दिल में उमंगें आँख में जादू
सर पे सुनहरा जाल
हो राजा सर पे सुनहरा जाल
हो राजा मोरे राजा

को: परदेसिया परदेस -2

श: हो दिलवाले -2
( दिलवाले इस जाल में फंस के
कभी निकल न पायें
कभी निकल न पायें ) -2
( ठण्डी आहें भरें बिचारे
फड़क-फड़क रह जायें ) -2
कहें मुँह से न दिल का हाल
हो राजा मुँह से न दिल का हाल
हो
दिल में उमंगें आँख में जादू
सर पे सुनहरा जाल
हो राजा सर पे सुनहरा जाल
हो राजा मोरे राजा
को: परदेसिया परदेस -2

श: हो देख मेरे -2
( देख मेरे मतवाले नयना
दुनिया पुकारे हाय
दुनिया पुकारे हाय ) -2
( चलूँ मैं जिस दम पतली कमरिया
लचक-लचक बलखाये ) -2
मेरी ठुम्मक-ठुम्मक चाल
हो राजा ठुम्मक-ठुम्मक चाल
हो
दिल में उमंगें आँख में जादू
सर पे सुनहरा जाल
हो राजा सर पे सुनहरा जाल
हो राजा मोरे राजा

को: परदेसिया परदेस -2

ko: pardesiyā pardes -2
hoy
hoy
śha: mere ghūṇghar vāle bāl
ho rājā ghūṇghar vāle bāl
ho
dil meṅ umaṅgeṅ āṇkh meṅ jādū
sar pe sunahrā jāl
ho rājā sar pe sunahrā jāl
ho rājā more rājā
ko: rājā
śha: mere ghūṇghar vāle bāl
ho rājā ghūṇghar vāle bāl
ho
dil meṅ umaṅgeṅ āṇkh meṅ jādū
sar pe sunahrā jāl
ho rājā sar pe sunahrā jāl
ho rājā more rājā

ko: pardesiyā pardes -2

śha: ho dilvāle -2
( dilvāle is jāl meṅ phaṅs ke
kabhī nikal na pāyeṅ
kabhī nikal na pāyeṅ ) -2
( ṭhaṇḍī āheṅ bhareṅ bichāre
phaṛak-phaṛak rah jāyeṅ ) -2
kaheṅ muṇh se na dil kā hāl
ho rājā muṇh se na dil kā hāl
ho
dil meṅ umaṅgeṅ āṇkh meṅ jādū
sar pe sunahrā jāl
ho rājā sar pe sunahrā jāl
ho rājā more rājā
ko: pardesiyā pardes -2

śha: ho dekh mere -2
( dekh mere matvāle naynā
duniyā pukāre hāy
duniyā pukāre hāy ) -2
( chalūṇ maiṅ jis dam patlī kamriyā
lachak-lachak balkhāye ) -2
merī ṭhummak-ṭhummak chāl
ho rājā ṭhummak-ṭhummak chāl
ho
dil meṅ umaṅgeṅ āṇkh meṅ jādū
sar pe sunahrā jāl
ho rājā sar pe sunahrā jāl
ho rājā more rājā

ko: pardesiyā pardes -2