मेरे गीतों में मेरी कहानीयाँ हैं
मेरे गीतों में मेरी कहानियाँ हैं
कलियों का बचपन है, फूलों की जवानियाँ हैं
रुत पे बहार है, दिल बेकरार है, कुछ इंतजार सा है
कहते हैं सारे, हो ना हो प्यारे, ये हाल प्यार का है
ये मोहब्बत की पहली निशानियाँ हैं
ऐ दिल दीवाने, दुनिया क्या जाने, क्यो गीत गाता हूँ मैं
गीतों के बहाने, दिल के फसाने, उसको सुनाता हूँ मैं
जिसकी मुझपे बड़ी मेहरबानियाँ हैं
दिलकश कमाल सी, नाज़ूक ख़याल सी, डाली गुलाब की है
लड़की है लेकिन लगता है वो एक बोतल शराब की है
उसकी अँखियाँ बड़ी मस्तानियाँ हैं
mere gītoṅ meṅ merī kahāniyāṇ haiṅ
kaliyoṅ kā bachapan hai, phūloṅ kī javāniyāṇ haiṅ
rut pe bahār hai, dil bekrār hai, kuchh iṅtjār sā hai
kahte haiṅ sāre, ho nā ho pyāre, ye hāl pyār kā hai
ye mohabbat kī pahlī niśhāniyāṇ haiṅ
ai dil dīvāne, duniyā kyā jāne, kyo gīt gātā hūṇ maiṅ
gītoṅ ke bahāne, dil ke phasāne, usko sunātā hūṇ maiṅ
jiskī mujhpe baṛī meharbāniyāṇ haiṅ
dilkaśh kamāl sī, nāzūk khayāl sī, ḍālī gulāb kī hai
laṛkī hai lekin lagtā hai vo ek botal śharāb kī hai
uskī aṇkhiyāṇ baṛī mastāniyāṇ haiṅ