Mere dil men hai ek baat, kah do to bhalaa kyaa hai

मेरे दिल में है एक बात, कह दो तो भला क्या है
Year
Language

मेरे दिल में है एक बात, कह दो तो भला क्या है
घड़ी में ये, घड़ी में वो, हर रंग की हर अदा है
तेरे दिल में है क्या बात, कैसे बताऊँ क्या है

लगती मुझे दुनियाँ हसीन, जब पास होती हो
लगता नहीं है दिल कही, जब दूर होते हो
है राज क्या इस में कहो, आख़िर ये बात क्या है

जैसा कहा तुम ने मुझे, वैसा ही होता है
कहते है जिसको प्यार वो ऐसा ही होता है
ले प्यार की दुनिया नयी, कोई दिल में आ बसा है

mere dil meṅ hai ek bāt, kah do to bhalā kyā hai
ghaṛī meṅ ye, ghaṛī meṅ vo, har raṅg kī har adā hai
tere dil meṅ hai kyā bāt, kaise batāūṇ kyā hai

lagtī mujhe duniyāṇ hasīn, jab pās hotī ho
lagtā nahīṅ hai dil kahī, jab dūr hote ho
hai rāj kyā is meṅ kaho, ākhir ye bāt kyā hai

jaisā kahā tum ne mujhe, vaisā hī hotā hai
kahte hai jisko pyār vo aisā hī hotā hai
le pyār kī duniyā nayī, koī dil meṅ ā basā hai