मेरे दिल में है एक बात कह दो तो भला क्या है
म: मेरे दिल में है एक बात कह दो तो भला क्या है
ल: घड़ी में ये घड़ी में वो हर रंग की हर अदा है
तेरे दिल में है क्या बात कैसे बताऊँ क्या है
म: मेरे दिल में है …
लगती मुझे दुनिया हसीं जब पास होती हो
ल: लगता नहीं है दिल कहीं जब दूर होते हो
है राज़ क्या इसमें कहो आख़िर ये बात क्या है
म: मेरे दिल में है …
ल: जैसा कहा तुमने मुझे वैसा ही होता है
म: कहते हैं जिसको प्यार वो ऐसा ही होता है
ल: है ये प्यार की दुनिया नई इसमें दिल मेरा बसा है
म: मेरे दिल में है …
ma: mere dil meṅ hai ek bāt kah do to bhalā kyā hai
la: ghaṛī meṅ ye ghaṛī meṅ vo har raṅg kī har adā hai
tere dil meṅ hai kyā bāt kaise batāūṇ kyā hai
ma: mere dil meṅ hai …
lagtī mujhe duniyā hasīṅ jab pās hotī ho
la: lagtā nahīṅ hai dil kahīṅ jab dūr hote ho
hai rāz kyā ismeṅ kaho ākhir ye bāt kyā hai
ma: mere dil meṅ hai …
la: jaisā kahā tumne mujhe vaisā hī hotā hai
ma: kahte haiṅ jisko pyār vo aisā hī hotā hai
la: hai ye pyār kī duniyā naī ismeṅ dil merā basā hai
ma: mere dil meṅ hai …