Mere dil men aaj kyaa hai, too kahe to main bataa doon

मेरे दिल में आज क्या है, तू कहे तो मैं बता दूँ
Work
Year
Language

मेरे दिल में आज क्या है, तू कहे तो मैं बता दूँ
तेरी जुल्फ फिर सँवारू, तेरी माँग फिर सजा दूँ

मुझे देवता बनाकर तेरी चाहतोंने पूजा
मेरा प्यार कह रहा है, मैं तुझे खुदा बना दूँ

कोई ढूंढने भी आए, तो हमे ना ढूंढ पाए
तू मुझे कहीं छूपा दे, मैं तुझे कहीं छूपा दूँ

मेरे बाजूओं में आकर तेरा दर्द चैन पाए
तेरे गेसुओं में छूपकर मैं जहां के गम भूला दूँ

mere dil meṅ āj kyā hai, tū kahe to maiṅ batā dūṇ
terī julph phir sṇvārū, terī māṇg phir sajā dūṇ

mujhe devtā banākar terī chāhtoṅne pūjā
merā pyār kah rahā hai, maiṅ tujhe khudā banā dūṇ

koī ḍhūṅḍhne bhī āe, to hame nā ḍhūṅḍh pāe
tū mujhe kahīṅ chhūpā de, maiṅ tujhe kahīṅ chhūpā dūṇ

mere bājūoṅ meṅ ākar terā dard chain pāe
tere gesuoṅ meṅ chhūpkar maiṅ jahāṅ ke gam bhūlā dūṇ