Mere dil kee dharkan k‌yaa bole

मेरे दिल की धड़कन क्‌या बोले
Work
Year
Language

मेरे दिल की धड़कन क्‌या बोले?
- क्‌या बोले?
मैं जानूँ और तू जाने
मैं जानूँ और तू जाने
मेरा प्यार भरा मन क्‌यों डोले?
- क्‌यों डोले?
मैं जानूँ और तू जाने
मैं जानूँ और तू जाने

चली गयी रात मदभरी हवाओं के डोले पे हो के सवार
दे गयी चाँद की परि निगाहों को सपनों का पागल ख़ुमार
हमें किस ने दिये ये नज़राने
- कौन जाने
मैं जानूँ और तू जाने …

महकी थी रात की रानी खिले थे गगन में चमेली के फूल
पूछा मैं ने कान में तुम से मुहब्बत है कैसी मज़ेदार भूल
मैं सुन के लगी क्‌यों शरमाने?
- कौन जाने
मैं जानूँ और तू जाने …

mere dil kī dhaṛkan k‌yā bole?
- k‌yā bole?
maiṅ jānūṇ aur tū jāne
maiṅ jānūṇ aur tū jāne
merā pyār bharā man k‌yoṅ ḍole?
- k‌yoṅ ḍole?
maiṅ jānūṇ aur tū jāne
maiṅ jānūṇ aur tū jāne

chalī gayī rāt madabhrī havāoṅ ke ḍole pe ho ke savār
de gayī chāṇd kī pari nigāhoṅ ko sapnoṅ kā pāgal khumār
hameṅ kis ne diye ye nazrāne
- kaun jāne
maiṅ jānūṇ aur tū jāne …

mahkī thī rāt kī rānī khile the gagan meṅ chamelī ke phūl
pūchhā maiṅ ne kān meṅ tum se muhabbat hai kaisī mazedār bhūl
maiṅ sun ke lagī k‌yoṅ śharmāne?
- kaun jāne
maiṅ jānūṇ aur tū jāne …