मेरे दिल कभी तो कोई आयेगा
मेरे दिल कभी तो कोई आयेगा
हमदम जो तेरा बन जायेगा
ऐ बेक़रार अब इंतज़ार
कुछ रंग ला रहा है
कहता है प्यार तेरा राज़दार
तेरे पास आ रहा है
होगी हसीन वो चाँद रात
हम साथ साथ होंगे
बरसेगा नूर ख़ुशियों में चूर
हाथों में हाथ होंगे
बदलेगा दौर कुछ देर और
तू ग़म का ज़हर पी ले
होगा मिलाप फिर अपने आप
जैसे भी चाहे जी ले
मेरे दिल …
mere dil kabhī to koī āyegā
hamdam jo terā ban jāyegā
ai beqrār ab iṅtazār
kuchh raṅg lā rahā hai
kahtā hai pyār terā rāzdār
tere pās ā rahā hai
hogī hasīn vo chāṇd rāt
ham sāth sāth hoṅge
barsegā nūr khuśhiyoṅ meṅ chūr
hāthoṅ meṅ hāth hoṅge
badlegā daur kuchh der aur
tū ġham kā zahar pī le
hogā milāp phir apne āp
jaise bhī chāhe jī le
mere dil …