मेरे दिल कभी तो कोई आएगा
हमदम जो तेरा बन जाएगा
ऐ बेकरार, अब इंतजार कुछ रंग ला रहा है
कहता है प्यार तेरा राजदार तेरे पास आ रहा है
होगी हसीन वो चांदरात हम साथ साथ होंगे
बरसेगा नूर, खुशियों में चूर, हाथों में हाथ होंगे
बदलेगा दौर कुछ देर और तू गम का जहर पी ले
होगा मिलाप फिर अपने आप जैसे भी चाहे जी ले
mere dil kabhī to koī āegā
hamdam jo terā ban jāegā
ai bekrār, ab iṅtjār kuchh raṅg lā rahā hai
kahtā hai pyār terā rājdār tere pās ā rahā hai
hogī hasīn vo chāṅdrāt ham sāth sāth hoṅge
barsegā nūr, khuśhiyoṅ meṅ chūr, hāthoṅ meṅ hāth hoṅge
badlegā daur kuchh der aur tū gam kā jahar pī le
hogā milāp phir apne āp jaise bhī chāhe jī le